Marknadens största urval
Snabb leverans

Böcker av Anubhav Bhagat

Filter
Filter
Sortera efterSortera Populära
  • av Anubhav Bhagat
    149,-

    "Ayesha, Muraad, Zeenat", yeh teen naam aapko ek typical traditional - muslim family ke samajh aa rahe hain jo ya fir jinke naam se aapko koi aisa khayaal aa raha hoga jaisa yaha koi mamuli teen muslim logo ki baat ki jaa rahi hai. Yeh teeno hi INDIA ke teen shehero mein rehne wale wale log hai , pehli , AYESHA sidhe Allahabad se , dusra , Muraad jo ki hai Delhi ke Muzzaffarnagar se , aur Zeenat jo hai Mumbai se, inn teeno ka haav - bhaav bilkul common man jaise hai, padhiye aur luft uthaiye

  • av Anubhav Bhagat
    149,-

    "Karthik", "Ananya", "Meera" , yeh teen naam kaafi suna suna lag raha hoga aapko. Yeh teeno hi "PUNJAB" ke "LPU" [Lovely Professional University] ke post graduate students hai.Inn teeno ka stream ek dusre se alag hai , jaisae "Karthik" urf "Karthik Saxena" , yeh hai MBA pursue karne waley student , dusri taraf hai "Meera" urf "Meera Kapoor" , yeh hai "MA"pursue karne wali student aur teesri taraf hai "Ananya" urf "Ananya Kesarwani" jo apna doctory mein post graduation complete kar rahi thi LPU se . Ab LPU ke baare mein thoda batata hoon . LPU INDIA ke renowned colleges mein se ek hai. Yaha pe saare mordern facilities available hai , aur bahut bada campus hai inn logo ka , ya fir kahe iss college ka , yaha door door se laakhon students admision lene aate hai aur iska kaaran yeh bhi hai , ki iss institution ka bahut accha track record hairegarding everything studies, co- curricular activiities , etc. .Ab yeh kahaaani kya mod lene wali hai , Uske liye Dil thaam ke baithiye aur enjoy kariye kahani toh ab shuru hui hai...

  • av Anubhav Bhagat
    149,-

    Saal 2007 , Kolkata je ek jaane - maane school mein Abhinav urf Abhinav Chopra ke 6th grade ka education chal raha tha, education se yaad aya English Literature wala period chal raha tha , ya phir kahe 1st period just start hua hi tha, aur class ki subject teacher jo thi , arthaat Alpana Basu wohi agar class teacher bhi hoti toh bahut accha hota , kyunki jabse Abhinav ne class 5 mein admission liya tha , iss school mein jiska naam tha National Academics Higher Secondary School , jo Alipore ke one of the top popular schools mein se ek tha, aur iska track record bhi bhut accha tha, har saal iss school se bahut acche rank holders jo nikalte they ya fir kahe ki toppers emerge hote they. Ab isme Anubhav ki kahaani kya hai aur kis tarah Woh iss kahaani mein baaki saare characters ko lekar kaisi ban jaati hai chaliye dekhte hai...!

  • av Anubhav Bhagat
    149,-

    "Ae Kaash Ke hum , hosh mein abb , aane na paye" . Kya gaana hai na , waise toh bahut romantic gaane taiyaar huye aur shayad hi yaad honge kisiko , magar iss gaane ki baat hi alag hai, aakhir iss gaane ko sunkar logo ka dil automatic romantic ho hi jaata hai , aur kyun na ho gaane mein tarah tarah ke feelings jo maujood hai, wahi "Kumar Sanu" ki soothing awaaz aaj bhi bahut dilo ko dhadka jaati hai, uff kya melody , kya bol, kya emotion , overall fantastic package, , ek aisa gaana jo generations ke generations ko paas karte huye chali jaegi, par dilo pe raaj karna kabhi bandh nahi karegi, yeh toh guaranteed hai.Ab yeh gana kaise iss kahaani se related haiYeh janne ke liye iss kahaani ko dhyaan se padhiyeAur shayad aap fir se pyaar mein girne wale haiToh Zara Bach ke ...All the best...

Gör som tusentals andra bokälskare

Prenumerera på vårt nyhetsbrev för att få fantastiska erbjudanden och inspiration för din nästa läsning.